Namaste Sir/Madam,
Main job ke liye apply karna chahta hoon. Main mehnati, imaandaar aur zimmedari se kaam karne wala vyakti hoon. Mujhe time par kaam poora karna aata hai aur main nayi cheezein seekhne ke liye tayaar hoon.
Agar aap mujhe kaam karne ka mauka dete hain, to main poori lagan aur imaandari se apna kaam karunga. Kripya mujhe interview ya kaam ka avsar dein.
Dhanyavaad.
Naam: Sanjib Kumar Rai______
Mobile No.: 9864109137______